Kis Ne Mara Ali Ko Har Soo Udasi Chhai
Haye Abbas Pay Kaisi Ye Qayamat Aayi
Khanah E Haq Mein Yeh Gazab Hogya
Dety Hain Jibreel Ye Rokar Sada
Qatal Namazi Howa

Ghar Mein Zahra Ke Matam Bapa Hai
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai
Aaj Kufy Mein Mehshar Bapa Hai
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai

Haye Talwar Chali Rab Ka Wali Zakhmi Huwa
Har Namazi Ke Labon Par Thi Yahi Aik Sada
Wahasrata Haye Ali Wagurbta
Sir Shakista Huwa Haye Khoon Behnay Laga
Shory Masjid Se Yeh Aُth Raha Hei
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai

Jab Bhi Baba Ke Amamy Pay Nazar Jati Hei
Bas Yeh Shabir Ke Honton Pay Sada Aati Hei
Wahasrata Haye Ali Wagurbta
Ye Yateemi Ka Gham Haye Seh Na Payengy Hmm
Sunkay Ye Baat Dil Phatt Raha He
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai

Apni Behno Kojo Maiyat Se Churatye Hain Husn
Ghar Se Ye Khah Ke Janazay Ko Aُthaty Hain Husn
Wahasrata Haye Ali Wagurbta
Meri Behnoon Suno Haye Alwidah Bol Do
Janta Hon Ye Sadma Bara He
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai

Baap Ke Qadmon Mein Sir 
Rakh Ke Yeh Zainab Ne Kaha
Hath Ab Sir Pay 
Mery Kon Rakhay Ga Baba

Wahasrata Haye Ali Wagurbta
Chore Jaogy Tum Haye Yaad Aogy Tum
Waqt Kaisa Ye Hum Par Para He
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai

Jab Bhi Kofy Mein Baakaiya Se Hwa Aati He
Fatima Zohra Ke Ronay Ki Sada Aati He
Wahasrata Haye Ali Wagurbta
He Mra Dil Hazien Haye Chain Milta Nahi
Qabar Mein Jab Se Mein Ne Suna He
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai

Haye Zeeshan Se 
Kehta Hai Yeh Irfan Aaza
Dil Se Ajati He Khud Roz-E- 
Shahadat Yeh Sada

Wahasrata Haye Ali Wagurbta
Hum Nah Bhoolay Kabhi Haye Zakhami Maula Ali
Aaj Har Ghar Mein Farsh E Azaa He
Qatl Ghazi Ka Baba Huwa Hai

Bar Dushman E Maula Ali Lanat Beshumar
Laanat Bar Dushman E Ali
Ae Qaatil E Haider Tairay Kirdaar Pay Laanat
Laanat Beshumar
Makkar Pay Aiyaar Pay Ghaddar Pay Laanat
Laanat Beshumar

Jo Zarb Lagai Hai Mery Maula Ain Ko Tum Nay
Is Waar Pay Lanat Teri Talwar Pay Laanat
Lanat Beshumar..!