Syeda Fatima Raziya Marziya (sa)
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Fatima (sa) Aor Khuda Ka Pata Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai x2

Surah Qadar Ka Tarjuma Aik Hay

Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Fatima (sa) Aor Ali (as) Ka Sitara Mila
Dono Masoom Ka Zaicha Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Panjatan (as) Ki Tarah Jis Main Makhfi Hay Rab
Fatima (sa) Ki Qasam Wo Rida Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Aii Awaz Jab Istikhara Kiya
Fatima (sa) Aor Khuda Ki Raza Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Maryam O Asiya  Hajira Mohtaram
Par Muhammad (S) Teri Fatima (sa) Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Qom Najaf Samra Mashad O Kazmain
Jannatain Hain Bohut Karbala Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Nazr Mola Hamain Har Jaga Par Mili
Hain Haram Mukhtalif Zaiqa Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Kitni Jnagain Hoin Kufr Say Deen Ki
Lapata Hain Bohut Lafata Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Fatima (sa) Kay AadoPar Tabarra Karo
Yea Meri Qom Ka Faisla Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Yea Takallum Padha Maa Say Pehla Sabaq
Panjatan (as) Panch Hain Aor Khuda Aik Hay
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai
Aik Hay Kibriya Fatima  (sa) Ek Hai