(Ya fatema zahra) x4

Hal min nasireen, yansurna

Tanha sare dashte bala darsaf-e- adaa

Farzande nabi, jaano dile fatema zehra

(Ya fatema zahra) x4

    Malike arzo samaa, dilbare shehre khudaa, (Darsaf-e- fawje jafaa) x2 asr ashoor kaha saniye zehra ne mera bhayi laeeno me gira wawaila, haye sehroz ka pyaasa wo muhammed ka nawasa jo chalaa marne suwe dast-e-bala suwe dil ne kiya nawha

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Hamil-e-Saif-o-alam janib-e-mulke adam (ee sitam haiye sitam) x2 Mere Allah udhar bhayi akela hai idher, Abid-e-mustar ke siwa koyi nahi. Hogaye katl Alamdaar-e- sina, sina-e-Akber mei lagi Aun-o-muhammed bhi gaye wakht paraa kaisaa

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Rakib-e-dosh-e-nabi rahat-e-maula Ali (nargha-e-fowj-e-shaki) x2 ankh roti hai zuban kerti hai faryaad ke dunyaa me barader ke binaa kiyaa jinaa, chakiya pis ke amaa ne jise nazo se palaa thaa use nana ke umaat ne sataa ya hai lab-e-daryaa.

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Karbela giryaa shawan dharalam maula sanad (dhamadham nauha kunaa) x2 Karbala roti rahi roti rahi mei bhi ye saadaat sabhi zer-e-aalam is gam mei, aaj shabbir pe kiya alam-e-tanhayi he hamraaha na beta na koyi bhayi hai rota hai nabi zaadaa

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dil-e- fatema zehra
    Al madad rab-e-awlaa, al madad shehre khudaa, (al madad ya zahra) x2 mere bhayi ko sare dasht chamakti huwi talwaaro se nezo se bachalo ama, kon imadaad kare koyi nahi koyi nahi koyi nahi, me hu ye tanhayi lasho se bharaa sehra

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Barsare karbobala, baniye farshe azaa, (mara begirye khuda) x2 raas ayi na muje karbobala chuta watan pyasi rahi aur mera gar ujra waqt ne lut liya dil ka sukoon chin liye mujse sitam ghaaro ne sab laalo gohar ab ye sitam taazaa

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Qasime tashnadaha, jaani be khuld rawa, (ye haram nalaa kunaa) x2 raaj kartithi madine me yahaa karti hu me naala-o faryad koyi sunta nahi, hogaya dasht me pamaale jafaa ibne hasan aur mera asghar-e besheer bhi dunyaa se gayaa pyasaa

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Zainab-e-khastaa jigar, hi sitam peshe nazar (bekhataa khaak basar) x2 me yaha ret ke tile pe tarap ti hu wahaa khayme me saadaat bukaa karte hai aayiye pehre madad shehre khudaa shahe najaf shahe arab shahe umum pehle na hojaye pisar pyasaa

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Hai jari peshe khuda, hi duwa subh ho masaa, (behre man khuld ataa) x2 aaj tak sirf isi baat pe karte hai bukaa mazharo irfaan hussaini saare haaye afsos buka karti rahi zainabe dilgir chali bhayi pe shamsheer fazaawo me raha nawha

    Tanha sare dashte bala darsafe adaa Farzande nabi, jaano dile fatema zehra (Ya fatema zehra) x3
    Udhar shabbir ki, gardan pe, chalgayaa khanjar, idhar zainab ke labo par, sadaa rehgayi mazhar,