Asman dekh raha tha, sakka koyi faraat pe aye tha tashnalab, mashkiza bhar ke jaanibe khayma chala wo jab, barse wo teer chidgayi mashk-e-sakina jab, roya alam faraat wafa mashk aur sab. Gunji maktal mei shah-e-deen ki sada

(Qatl darya pe alamdar huwa) x2 Aur pyaaso ki ye aas tut gayi, Aya maktal se alam khun me bhara

(Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2

    (Din dhala sham-e-ghariban ke andhere chaaye) x2 bas Sakina ne yahi roke kaha

    (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2
    (Ab mere sar se ridaa jayengi zainab ne kaha) x2 Rodiye sar ke shah-e-karbobala

    (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2
    (Tere ammu to teri pyaas pe kurbaan huwe) x2 sheh ne ye bali sakina se kaha

    (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2
    (Haath mei sukhe huwe kuze liye bethe the) x2 Marsiya pyaas ka maula se suna

    (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2
    (Khun-e-abbas jo parcham se tapakte dekha) x2 Dukhtar-e-shah ka dil dub gaya

    (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2
    (Roke kulsum se fizza ne kaha shehzadi) x2 Teri chadar ka muhafiz bhi gaya
    (Dono haatho se kamar thame huwe sheh ne kaha) x2 bujh gaya meri ummido ka diyya

    (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2
    (Alatash kehke jo rote the wo khamosh huwe) x2 Jaaye mahaar be matam ki fazaa

    (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2 Qatl darya pe alamdar huwa (Aur pyaaso ki ye aas tut gayi) x2
    (Roye sadat to daryaa ka kanara roya) x2 Zindagi royi kahi(n) royi kazaa