Saadat Watan Aagayee 3
Bibi Fizza (sa) Ka Hai Marsiya-
Jeet Ke Jung-e-karbobala
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Ay Jawanane Hashim Kaha Ho Suno-
Haaye....
Koi Jaakar Yeh Sughra (sa) Ko Paigam Do-
Aake Ujda Huwa Qafela Dekh Lo-
Aake Ujda Huwa Qafela Dekh Lo....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Yeh Hussaini (as) Shahido Ka Hai Qafela-
Haaye....
Bakaso Aur Asiro Ka Hai Qafela-
Karbala Ke Yatimo Ka Hai Qafela-
Karbala Ke Yatimo Ka Hai Qafela....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Pahuchi Sughra (sa) Ke Kaano Mein Jab Ye Sada-
Khaaq Udhaane Lagi Gum Se Woh Mahlaka-
Yeh Sada Sunke Dil Hogaya Karbala-
Yeh Sada Sunke Dil Hogaya Karbala....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Bibi Fizza (sa) Ne Sughra (sa) Se Phir Ye Kahan-
Aaa Sunaao Tujhe Woh Sab Majra-
Kaise Aale Mohammed (as) Ko Lutagaya-
Kaise Aale Mohammed (as) Ko Lutagaya....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Do Moharram Ko Pahuche The Hum Karbala-
Saatwi Se Huwe Tashnalab Be Khata-
Qatl Sabhe Dahoon Ho Gaye Akraba-
Qatl Sabhe Dahoon Ho Gaye Akraba....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Hum Shabiye Payambar(as) Ke Naiza Laga-
Tere Asgar (as) Ki Gardan Pe Teere Jafa-
Laasha Maqtal Mein Qasim (as) Ka Ronda Gaya-
Laasha Maqtal Mein Qasim (as) Ka Ronda Gaya,,,,
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Baad Abbas (as) Zulmo Sitam Ka Safar-
Taakate Sabr Hai To Kahoo Nauhagar-
Kunj Khanjaar Tha Aur Fatema (sa) Ka Pisar-
Kunj Khanjaar Tha Aur Fatema (sa) Ka Pisar.....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Shaame Gurbat Gayai Aagayi Woh Sahar-
Janibe Shaam Saidaniyo Ka Safar-
Shaam Kufa Se Zindaan Gaye Nange Sar-
Shaam Kufa Se Zindaan Gaye Nange Sar....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafeia Aagaya....2

Nauha "irfan-o-mazhar" Muqammal Huwa-
Ek Ek Lafz Fizza (sa) Ka Hai Marsiya-
Dukkhtare Shaah (sa) Ko Sunke Gash Aagaya-
Dukkhtare Shaah (sa) Ko Sunke Gash Aagaya....
Haaye-
Lut Ke Pardesh Mein
Laut Kar Desh Mein
Aagaya Aagaya Qafela Aagaya....2

Hussain (as) Maula....4