Ali Maula Ali Maula ..(4)
Ali Ali Ali Ali Maula ..(2)

Aao Tareekh Sunaon Mein Shab e Hijrat Ki ..(3)
Kis tarha Saye Mein ..(2) Talwaro Ke Soye The Ali A.s.

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Teg Ki Chav Mein Sona Koi Aasan Nahi
Kulle Iman Hai Ali A.s. (Aam Muslman Nahi)..(2)
Dusra Hota To ..(2) Bedar Nahi Hota Kabhi

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Chaand Se Ye Abu Talib Ka Kamar Kehta Tha
Aaj Ki Raat Ibaadat Ka Hai Andaz Naya
Aaj Allah Se ..(2) Sote Huve Baate Hogi

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Bas Yahi Soch Ke Hamla Nahi Kar Pate The
Sare Kuffar (Isharo Mein Yahin Kehte The)..(2)
Hai Nabi (swws) Soye Huve ..(2) Jaga Huva Hoga Ali A.s.

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Yehi Siddiq Hai Aur Yehi Ami Hai Logo
Kitna Haider Pe Bharosa Hai Nabi (swws) Ko Dekho
Fatema S.a. Jaisi..(2) Amaanat Bhi Ali A.s. Ko Dedi

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Har Jaga Aake Farishtone Kiya Hai Apna
So Gaya Bistar e Ahmad Pe ((Maula) Ameer E Ka’ba)..(2)
Aaj Ka’be Ki Tarha ..(2) odh ke Kali Kamli

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Ban ke Soyenge Ali Aaj Nabi hairat Kya
Vakya Yaad Karo Sheb e Abi Talib Ka
Inke Bistar Pay To..(2) Sone ke Ali A.s Hai Aadi

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Aayate Karti Hai Yeh Aaj Bhi Elan Ali
Shab e Bedari (Teri Nind Pay Kurbaan Ali)..(2)
Tere Sone Se Huvi ..(2) Din e Khuda Ki Chaandi

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Mir Sajjad Vo jab Subha Madine ko Chala
Rasta Rokta Aakar jo Mere Maula Ka
Sare Makke Mein Na Tha..(2) Itna Bahadoor Koi

Aao Tareekh Sunaon Main Shab e Hijrat Ki ..(2)

Ali Maula Ali Maula ..(2)
Ali Ali Ali Ali Maula