(Ya hussain) x2

Zindaan se riha hokar jis dam

Jab karbobala mei aaye haram

Naaqe se giri Zainab dukhiyaa

Aur zakhmi zakhmi rakhti qadam

Rokar ghazi se kehne lagi

Baba ne mujhe samjhaaya tha

Ay beti ghar mei paidal chal

Chalna hai tujhe meelo(n) tanha

(O mere ghazi ghayrat waale) x2

Haan meri chadar ke rakhwaale

Haan mujhe ghir ke sambhalna aagaya

Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

(Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2

    Mashk-o-alam wale mere

    Shahe wafa awaaz de

    Ummul baneen ke laadle

    Har gham se guzarna aagaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    Qendhi thi ro pai serheenye

    Majboor wo teri bherheeye

    Na gar jise de panrheeye

    Jiwe zalim rassiyaa(n) paagaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    Le shaam se mei aagayi

    Ghazi mei kyu zinda rahi

    Saaya tha na meelo(n) koi

    Mujhe dhoop mei chalna aagaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    Dukhi bheyr da, ghazi bhiraa(n)

    Hur(n) ki karaa(n), Menu desa

    Chali veer ve, mei berida

    Tera jarnraa(n) mar muka gaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    Dekhe saje ada ke ghar

    Nezo(n) pe the pyaaro(n) ke sar

    Tukre huwa mera jigar

    Mujhe yaad Madina aagaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    Gaya dard ay dil cheer ay

    Vekhi zulam, di akheer ay

    Wich zulm di, zanjeer de

    Rukh bapardah hai khaagaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    Bazaar tha darbaar tha

    Zanjeer thi, beemar tha

    Jeena mera dushwaar tha

    Har dard ko sehna aagaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    La la nuwe, jaara(n) tera

    Wich shaam de, jaraa(n) tera

    Sang zulm de, khora(n) tera

    "Khursheed" nu neer rawagaya

    Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

    (Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2
    Ay "Sarwar-o-Rehan" ab

Socho zara kya tha ghazab

Bint-e-Ali kehti thi jab

Mujhe jeena marna aagaya

Haan mujhe paidal chalna aagaya, Abbas

(Meko paidal turna aagaya, Abbas) x2