Ashur-e ka, suraj-e hai, kayamat ki gari hai. Bhayi ka, galaa kat ta, bahan-e dekh rahi hai. Maktal me kisi maa ki, sadaa gunj-e rahi hai. Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. Aajaa, mere bache, meri aa gosh-e me aajaa.

(Aajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x2

    Mere liye ay laal-e tu asghar ki tarha he. Godi meri gehwaara hai bistar ki tarha hai. Is dhupe me daman mera chadar ki tarha hai.

    Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. (Ajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x3
    Me maa hu mera dil, nahi sin-e me sambhalta. Nazuk-e ye badan te ra ye jalta huwa sehra. Or is me sitam ye, na ke tu rehgaya pyaasa

    Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. (Ajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x3
    Me god-e me laylu, tuje sine se lagaa lu. Sine pe sakina ki tarha tujko sulaalu. Sine me tere tir-e me palko se nikalu.

    Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. (Ajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x3
    Aakar mere zanu pe jo so jaa te the beta. Chuki ki mushakkat ke bhi pehlu, nahi badlaa. Ab kese tuje chor-e du maktal me akela

    Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. (Ajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x3
    Meri bhi to awlad-e he tu bhi to padar hai. Awlad-e ka gham kya hai ye tujko bi khabar hai. Gham bachche ka sehjaye ye kis maa ka jigar he.

    Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. (Ajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x3
    Tu let-e gaya thakke ke tu ise jalti zamin par. Ye kiska lahu tun-e malaa ruhe hasi par. Mat khakh me pe so lal teri maa hai yahi par.

    Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. (Ajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x3
    Jo dil pe tere ghuzri me sub dekh-e rahi thi. Har lash-e uthane me tere sath-e gayi thi. Ab bat-e wo kehti tujo bach-e pan me kahi thi.

Aa e mere husain-e meri god-e me aajaa. (Ajaa mere bache meri aa gosh-e me aajaa) x3