(Ya ali maula, haider maula) x5

Dil me sajaa ke rakha hai

(Ya ali maula, haider maula) x2

Dil me sajaa ke rakha hai

(Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula-e kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2

    (Bigri banaa de aye sawali, koyi na jaaye khali) x2 Aaje gadiri jaame pilaa de (Ay waliyo ke wali) x2 Teri ankhe mere mawla (Subko dekhne wali) x2 Chashme karam ne teri mawla, gamse bachaa ke rakha hai

    (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
    (Nagri, nagri, tere mawali, tere kalandar mawla) x2 Dharti dharti tere gadagar (Fakhra tawangar mawla) x2 Be dar tere dar pe akar (Hogaye buzar mawla) x2 Apna wazifa nade ali ko, subne banaa ke rakha hai

    (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
    (Pir fakir malang mawali, aur kalander saai) x2 Kambar mesum buzar salman (Malik-e ashtar aae) x2 Karte rahe hai karte rahe hai (Haider, haider saae) x2 Aaj bhi sindne mawla kadam ko, sar pe utha ke rakha hai

    (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
    (Tera nara sunke mushkil, mushkil me parja ye) x2 Dushman-e imaan dekh kar tujko (Dharti me gar jaye) x2 Lakho ke lashkar se mawla (Tanha tu larjaye) x2 Tere khuda ne tujko apni teg bana ke rakha hai

    (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
    (Tera ghar noorani mawla, ghar he tera noorani) x2 Tere ghar me jo surat he (Surat he qurani) x2 Tu kule imaane mawla (Zikr-e tere imaani) x2 Rabne tere nam se apna naam-e mila ke rakha hai

    (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
    (Tere sakhi darbar he mawla, sari duniya jaane) x2 Koi khuda kehta hai koi (Saki ye kausar mane) x2 Koi nahi pehchana tujko (Sirf nabi pehchane) x2 Shehr ilm ne tujko apna, darjo banaa ke rakha hai

    (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
    (Malik-e kausar, malik-e janat, waris-e quran hoke) x2 Ik ek bhund ko nehre kinaare (Tere bache tar se) x2 Jalgaya khayme, lut gaya saman (Chin gayi chadar sar se) x2 Dil ko tere karbobala ne, haye dukha ke rakha hai

    (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2
    (Karbobla ne ath peher me, kya manzar dikhlaya) x2 Fatema zehra ne markad me (Ek pal chayn na paya) x2 Lash pe tere lal ki mawla (Goro ko doraya) x2 Neze par tere pyaaro ke, sar ke utha ke rakha hai

(Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2 Har maula ye kehta hai (Ya ali maula, haider maula) x2

Dil me basaa ke rakha hai

(Ya ali maula, haider maula) x2 Dil me basaa ke rakhe hai (Ya ali maula, haider maula) x2