https://www.humaliwalayazadar.com/2020/08/new-nohay-2021.html

Ya Wajihaan Indallah Noha Lyrics Nadeem Sarwar 2000Aaoozoo billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir rahmanir rahim. Allahuma ini asaluka wa atawajja hu ilayka. Binabiyi ka nabiyir rahma. Muhammadin salalahu alayhi wa ali. Ya abal kasim. Ya rasulullah. Ya imamar rahma. Ya sayyidi na wa mawla na. Inna tawaj jahna wastash fahna watawasal na bika ilallah. Wa kaddam na ka bayna yaday hajaa ti na.

(Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2

    (Bare ilah ha banke sawali tere huzur) x2 Daman me apne laye hai be inti ha khusur. Lakin hamare sino pe matam ka dekh noor. Apne nabi ke sadke me bakshenga tu zurur

    (Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
    Mawla ali ka rab be jahaa tujko wasta. Ya rab baraye fatema siddika tahera. Be ilm-e or-e rizt-e ka sagar bharaa huwa. Tute na nemato ka mere ghar ke silsilaa

    (Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
    Malik tuje imam-e hasan ka he wasta. Jiske lahu se karbobala ki hai ibtidaa. Ha us imam-e aman ka sadke kibriya. Is mulk me ho amane ka parcham khula huwa.

    (Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
    Ab wasta hussain alaihis salaam ka. Parwar digar sabr shahe tish na kam ka. Jiske labo pe vird tha tere hi nam ka. Khanjar tale jo kari tha tere kalam ka

    (Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
    Ya rab tu meri hasti ko aisa sawar de. Tu apni rehmato se mera ghar nikhaar de. Sajad ka tu sadkaye parwar digar de. Bimar ko shifaa de mukammal karar de

    (Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
    Malik imam-e baqar or jafar ka wasta. Majlis me mai hussain ki karta hu ye dua. Dono ka wasta tuje deta hu ay khuda. Makrooz-e jo hai ghaib se kar unka karz ada.

    (Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
    Ya rab baraye musa-e kazim ali raza. Mashhad me aur najaf me jo hai kibla-e dua. Tu inke wasta se wo aulad kar ata. Maa bap jis se shad ho jinki jo ye sadaa

    (Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2
    Ya rab baraye mawla naqi taqwa-e taqi. Be jas baye jihad-e bashar shaan-e askari. Mehdi ka bhi zahur dikha de isi sadi. Teri huzur meri dua he ye akhri

(Ya wajiha indallah, ishfalana indallah) x2

Ya wasiyal hassan. Wal khalafal hujjah. Ya sayyidi na wa mawla na. Inna tawaj jah na watawassal na bika ilallah. Wa kad dam naka bayna yaday hajaati na.Similar Videos