Haay. Salaam laeeno. Ne kya kya jafaa ki. Nashakhi huwi yaa mushkil kusha ki. Thi shame ghariban qayamat bapa ki, ke ik hath zainab ki chadar tak ayaa. Ho zainab ke lab par fakat ik sadaa thi

(Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2

Kuch ai shimr kimat samaj is ridaa ki, ke ye paak chadar hai khayrun nisaa ki

(Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2

    (khule sar jise bhayiyo ne na dekha) x2 (uthaa raat me jiski maa ka janaaza) x2 wo din me hai motaj bas ek ridaa ki

    (Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2
    (lo bandho mere haath kehti thi zainab) x2 (na chhino rida kehke roti thi zainab) x2 mai mazlum beti hu mushkil khushaa ki

    (Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2
    (zara jaag ay mere gayyur bhayi) x2 (ke ab baat meri ridaa tak hai aayi) x2 behen ko zarurat hai teri wafaa ki

    (Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2
    (utho mere sajjad jalte hai khayme) x2 (sumbhaloo akeli mai bachho ko kaise) x2 me kaise sahu sakhtiya ashkiya ki

    (Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2
    (wo shaame ghariban me baba ka aana) x2 (wo zainab ka haatho se chehra chhupaana) x2 khuda se rida ke liye ilteja ki

    (Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2
    (tamaashayi kufe ki galiyon me kehte) x2 (zamane badalte hai lamho me kitne) x2 ke sar nange zainab hai kudrat khudaa ki

    (Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2
    (wo mayen wo behne kanizane zainab) x2 (jo hai aaj bhi pursadaarane zainab) x2 rakhe laaj zainab ki bas us sadaa ki

(Mere sar pe lillah rehne de chadar) x2