(Ya Hussain) x4

(Jo bhi masroof-e-salaame, shohada rehta hai) x4

    Wo to rehta nahi par naam, sadaa rehta hai

    Jo bhi masroof salaa mein, shohada rehta hai, To wo rehta nahi par naam, sadaa rehta hai
    (Shimr kehta tha yahi maa hai, Ali Akber ki) x3 Jiska ek haath kaleje pe, dharaa rehta tha hai

    Jo bhi masroof salaa mein, shohada rehta hai, To wo rehta nahi par naam, sadaa rehta hai
    (Hai yeh sharmindagi paani ke, na ponchaane ki) x3 Naize pe bhi sar-e-Abbas, jukaa rehta tha hai

    Jo bhi masroof salaa mein, shohada rehta hai, To wo rehta nahi par naam, sadaa rehta hai
    (Shaam hoti hai to unto se, ootarte hai haram) x3 Par sar-e-shah to naize pe, charaa rehta hai

    Jo bhi masroof salaa mein, shohada rehta hai, To wo rehta nahi par naam, sadaa rehta hai
    (Roke yeh hind ki beti ne, sakina se kaha) x3 Sar tera kisliye har waqt, khulaa rehta hai

    Jo bhi masroof salaa mein, shohada rehta hai, To wo rehta nahi par naam, sadaa rehta hai
    (Wo lagi kehne yatimo ki, nishaani hai yehi) x3 Kurta beywarsi bacho ka, phataa rehta hai

    Jo bhi masroof salaa mein, shohada rehta hai, To wo rehta nahi par naam, sadaa rehta hai
    (Khawfe kaaba ka tuje showk hai, Asbaast-e-dabeer) x3 Mustarib dil siffat-e-kibla, numaa rehta hai