Baghaire Hubb E Ali Zindagi Fana Hastam
Ali Mola Ali Mola Ali Mola

Sana E Murtaza Hai Aur Main Hun
Ali Ka Naksh E Pa Hai Aur Main Hun
Nabi Kahte Thy Haider Tumhara
Shanasa Ik Khuda Hai Aur Main Hun
Rab Ki Aawaz Hai Tu Jeene Ka Raaz Hai Tu
Hai Tera Zikr Ibadat Sachhi Namaz Hai Tu
Mola Mola Mola
Rab Jaisa Tera Chehra Rab Jaisa Tere Tewar
Ali Haider Haider, Ali Haider Haider
Ali Haider Haider, Asadullah

Ali Hai Rasta Ali Hai Manzil Ali Mera Rahbar, Haider
Ali Ke Jaisa Koi Nahi Hai Ali Ka Main Naukar
Utho Malangon Lagao Nara Ali Ali Kah Kar
Haider Haider Haider
Is Dil Ki Basti Main Tu Maston Ki Masti Main
Mola Mola Mola
Nara Shahbaz Ka Gunja
Bolo Bolo Dam Mast Qalandar
Bolo Bolo Sakhi Jhoole Laal Qalandaram Mast
Ali Haider Haider, Ali Haider Haider
Ali Haider Haider, Asadullah

Najaf Ke Waali Tere Sawali Bare Misaali Hain, Haider
Wafa Hai Inke Lahu Me Shamil Mijaaz Aali Hain
Sharif Maaon Ki Parwarish Hain Sabhi Halali Hain
Haider Haider Haider Haider
Tera Banda Hun Main Bhi Tujhpe Marta Hun Main
Mola Mola Mola
Main Bhi To Misl E Qambar Rahta Hun Tere Dar Par
Ali Haider Haider, Ali Haider Haider
Ali Haider Haider, Asadullah

Tu Jisko Dekhega Muskura Kar Wohi Wali Hoga
Nagar Nagar Main Gali Gali Main Ali Ali Hoga
Jo Tera Munkir Hai Do Jahan Main Wo Lanati Hoga
Haider Haider Haider Haider
Tera Daman Na Chhote Chahay Duniya Roothe
Mola Mola Mola
Apne Qadmon Main Rakhna Bibi Zahra Ke Shauhar
Ali Haider Haider, Ali Haider Haider
Ali Haider Haider, Asadullah

Rasool E Paak Ka Meri Taraf Salam Aaya
Meri Zaban Pe Jis Dam Ali Ka Naam Aaya
Ali Mola Ali Mola Ali Mola, Mola

Wallail Teri Zulfein, Haider
Wan Najam Teri Aankhen, Haider
Wal Asr Qasida Hai Tera
Wal Fajar Teri Sardari Hai

Sad Shukar Hamari Naslon Main Bhi
Teri Wilayat Jaari Hai
Tu Fatah E Jung E Khaibar Hai
Talwar Teri Do Dhari Hai

Allah Ka Lashkar, Haider
Han Sher E Ghazanfar, Haider
Momin Ka Muqaddar, Haider
Ay Saqi E Kausar, Haider

Mast Malang Faqir Tumhare
Mil Yehi Kahte Hain Saare
Ali Wali Mola Hain Hamare
Tum Bhi Kaho Haathon Ko Uthakar, Haider
Ali Haider Haider, Ali Haider Haider
Ali Haider Haider, Asadullah

Ibne Aadam Ay Ibne Aadam
Ye Naam Qabila Rang O Nasab
Sab Mitti Main Mil Jayega
Man Na Tala Hubb E Haider
Izzat To Faqat Wo Payega

Mayoos Na Ho Zidd Chhor Bhi De
Ye Tere Haq Main Behtar Hai
Bas Haider Haider Karta Ja
Allah Ki Marzi Haider Hai

Mesum Ke Sath Sath Wilaee Qataar Main
Noha Salam Zikr E Ali Ki Bahar Main
Hukam E Ali Se Akhtar O Irfan E Aza Tum
Dono Rahoge Naad E Ali Ke Hisaar Main

Haider
Waliullah
Noorullah
Ali Wajhullah
Ali Ainullah
Ali Haqbillah
Ali Bismillah
Haider

Iman Ali
Quran Ali
Sultan Ali
Meri Jaan Ali
Haider
Haider Haider Haider Haider