Imam Hasan Farmate Hai : In Badalon Ke Garajne Me Mere Baba Ali Ka Lehja Hai

Ali Ya Ali Janum 
Ali Ya Ali Rehbar - 2

Haan Ali Ainullah Ali Wajhullah Ali Qiblam

Ali Ya Ali Janum 
Ali Ya Ali Rehbar - 2

Allah Ka Chehra Al Hamd Ka Pehra Rehmat Ka Sahara Manqunto Maula

Ali Ya Ali Janum
Ali Ya Ali Rehbar - 2

Eidim Eidim Wa Zikre Shahe Buturab Kum
Awaz Saz Garbe Kum Khaiber Kitab Kum
Lanat Ba Ra Kitab Wa Sahib Kitab Kum

Haan...
Bole Ye Barsare Mimbar Haider..
Rehta Hai Jiske Lab Par Haider..
Uski Bakshish Ke Zamin Yaume Awwal Ta Mehshar Haider...

Manbe Ta Baste Hum Al Bamra Jaaneman Haider...
Thaae Quran e Man Ummeedam Shane Man
Farmude In Khuda Yoyi Burhane Man
Nooram Maula e Mantur Rooham
Maula E Mantur Fuzto Be Haider

Haider Haider Haider - 2

Tera Ashik Hu Mai Kadmo Me Rehne De
Haider Haider Haider Haider
Apni Wilayat Ki Maujo Me Behne De
Kehde Zamana Gar Kafir To Kehne De
Rustam Maula e Mantur Rujdam Maula e Mantur Mai Tera Naukar
Haider Haider Haider Haider

Har Su Faza Me Bas Tera Hi Jalwa Hai
Haider Haider Haider Haider
Tera Chehra Hi To Allah Ka Chehra Hai
Kun Se Pehle Bhi Tu Maula Tha Maula Hai
Aaqa Maula e Mantur Qibla Maula e Mantur Allah O Akbar
Haider Haider Haider Haider

Qaala Rasullullah (Sawa) : Lahmi Lahmak Haider, Jismi Jismak Haider, Roohi Roohak Haider, Qalbi Qalbik Haider

Haider Haider Haider Haider

Hai Tu Hi Wajhullah, Ainullah, Nafsullah
Haider Haider Haider Haider
Subha Tullah Bhi Tu Aur Tu Hi Jambullah
Karamallahu Wajhat Ya Haider Roohullah 
Virdam Maula e Mantur Har Dam Maula e Mantur Naara e Haider
Haider Haider Haider Haider 

Apni Haibat Se Jo Dushman Ko Dehla De
Haider Haider Haider Haider
Chahe To Suraj Ko Nazro Se Pighla De
Khaiber Me Tanha Hi Parcham Ko Lehra De
Ya Ali Maula e Mantur Ya Ali Maula e Mantur Fatahe Khaibar Haider
Haider Haider Haider Haider

Doshe Payambar Par Masjid Me Mimbar Par
Haider Haider Haider Haider
Tegho Ki Chao Me Hijrat Ke Bistar Par
Tu Hi Bas Tu Hi Tu Ghalib Har Manzar Par
Dar Dar Maula e Mantur Ghar Ghar Maula e Mantur Boloo Milkar Haider
Haider Haider Haider Haider

Maula Maula Maula Maula Ya Haider
Izzat Jo Badi Thi To Musibat Bhi Badi Thi
Haan Karbobala Teri Wilayat Ki Kadi Thi
Aayi Jab Daswi Moharram Sarwar The Sajde Me Hum Gardan Pe Tera Zarbe Zehra Thi Mehwe Matam
Haan...
Aise Me Shaam E Gharibaan Chayi Jab Barsar e Maidaan
Boli Ye Aapki Beti Aajaye Baba Janum
Sunte Hi Duldul Par Aaye Jab Ye Kehkar
Haider Haider Haider Haider
Na Ro Na Ro Zainab Himmat Kar Himmat Kar
Tere Masaib Par Ham Bhi Hai Nauha Gar

Kehdo Irfan O Akbar Farshe Gam Ghar Me Bichakar
Hojaye Ham Se Raazi Baba e Zainab E Muztar
Haider
Alhamdollilah Hil Lazi Jaalana Menal Mutamasseqeen Be Wilayat E Amirul Momeneen Ali Ibn Abi Talib Ghalib Ala Qulle Ghalib