Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 1
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

Dee sada e mar haba x 1 quran ki tafsir ni
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

Nokay ney-zay per tilawat kar chukay shabbir jab 

zindigi pai du bara x2 naray takbir nay
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

kerbala ka maar ka shabbir nay sir kar liya 
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
kerbala ka maarka shabbir nay sir kar liya
shaam ko sir ker liya x 2 shabbir ki hamsheer nay 
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2
aik bey ta tha hassan ka hogaya shah per fida
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
aik bey ta tha hassan ka hogaya shah per fida
ker diyay duo lal qurban x 2 zainab e dilgeer nay
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

bay zabani mein ali asgher howay mehme kalaam
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
bay zabani mein ali asgher howay mehme kalaam
bolna see kha ho jaisay x 2 haidery tasweer nay
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

shaam kay darbar may abid nay jab khutba diya
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
shaam kay darbar mein abid nay jab khutba diya
pao chumay aab nay x 2 beemar kay zanjeer nay
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

phank kay teer tabsum ash kiya ki fooge per 
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
phank kay teer tabsum ash kiya ki fooge per 
kerbala ki jang jeeti x 2 asgher baysheer nay
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

aik beta tha hassan ka hogaya sha pay fida
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
aik beta tha hassan ka hogaya sha pay fida
kar diyay duo lal qurban x 2 zainab dilgeer nay
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

hashr mein rehan soorej jab sawa nayzay pay tha
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 2
hashr mein rehan soorej jab sawa nayzay pay tha
lay liya sae mein mujh ko chadar e tatheer nay
zey ray khanjar jab ada sajda kiya shabbir nay x 2

Dee sada e marhaba x 1 quran ki tafseer nay
Shahe kerbala sajda kiya sar dey diya uff na kiya x 3