(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka) x2

(Jab sam-e ne aata hai) x2 Ye chand-e muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka) x2

Ham surate zehra se, bhayi ki bicharne ki. Khatune kayamat-e ki (Gar baar ujar ne ki) x2 Rudaade sunata hai, ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka) x2

Kata hai gala logo, sehroz ke pyaase ka. Pamaal huwa lasha (Ahmed ke nawase ka) x2 Har ek ko batataa. ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka) x2

Taswir dikhata hai, Ahmed ke jawane ka. Har shaks ko duniya me (Karbal ki kahani ki) x2 Tafsir batataa hai, ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka) x2

Karbal ki ziyarat-e ko, jo ankh tarap ti thi. Shabbir tere gham me (Jo ankh barasti thi) x2 Us ankh ko bhataa hai, ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka) x2

Imran ko shabbar ko, khatun kayamat ko. Haidar ki kasam mazhar (Sarkare risalat ko) x2 Turbat me rulata hai, ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka) x2