Hussain (as) Hussain (as) Hussain(as) Yahussain....(2)

Yaa Hussain (as)-

Mere Hussainiyo Suno

Sadiya Hai Gawah Wallah-.....(2)

Shabbir(as) Hai Saarallah-.....(2)

Yeh Azm Jazakallaah- Haihat Minazillah-

Haihat Haihat Haihat Minazillah....(2)

Haihat Minazillah....3

Haar Jaana Jaaano Tan-

Yeh Chalan Na Chodnaaa-

Majliso Mein Aana Jaana-

Yeh Apna Pan Na Chod Na Chodna.....

Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (sa)....

Wada Karo Sab Ahle Aza,...

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Chahe Tumhaari Jaan Bhi Jaaye-

Ek Azaakhana Har Ghar Mein....

Tum Ko Sajaye Rakhna Hai....

Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (sa)...,

Wada Karo Sab Ahle Aza....

Diyajalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Wada Karo Shabbir (as) Ki Maa Se-

Behte Huwe Har Ashke Aza Se-

Bante Huwe Mukhtar Aur Mesum-

Ladhte Huwe Zulmat Ki Hawa Se-

Sino Pe Apne Tamgaye Matam-

Sino Pe Apne Tamgaye Matam....turn Ko Sajaye Rakhna Hai....

Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (sa)....

Wada Karo Sab Ahle Aza....

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hal .....(2)

Sina Ba Sina Badhta Rahe Gum-

Ruk Na Sake Ye Majliso Matam-

Dekho Kabhi Jhukne Nahi Paaye-

Uncha Rahe Abbas (as) Ka Parcham-

Yeh Jo Bana Hai Halkaye Matam-

Yeh Jo Bana Hai Halkaye Matam....is Ko Banaye Rakhna Hai....

Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (sa)....

Wada Karo Sab Ahle Aza....

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Khuda Kare Ye Gum Rahe,

Ye Gum Rahe Sada Rahe

Yeh Majlise Yeh Taaziye Alam Rahe....

Nagar Nagar, Shehar Shehar, Gali Gali, Maqan Maqan, Qadam Qadam, Jagah Jagah-

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Haa Ye Mohabbat Ka Hai Taqaza-

Bhule Nahi Ahsan Se Ghar Ka-

Apne Jawano Ke Laasho Par-

Barpa Kare Matam Akbar (as) Ka-

Apne Sabhi Gum Bhul Ke Ye Gum-

Apne Sabhi Gum Bhul Ke Ye Gum....dil Se Lagaye Rakhna Hai....

Tum Ho Duaaye Fatema Zehra (sa) ....

Wada Karo Sab Ahle Aza....

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Lashe Gire Ya Ghar Jaljaaye-

Zlkre Aza Par Aanch Na Aaye-

Sirf Shab-e-aashur Buja Tha-

Ab Ye Diya Bhujne Nahi Paaye-

Chahe Tumhaari Jaan Bhi Jaaye-

Chahe .tumhaari Jaan Bhi Jaaye....diya Jalaye Rakhna Hai....

Turn Ho Duaaye Fatema Zehra (sa)....

Wada Karo Sab Ahle Aza....

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Haihat Minazillah....3

Suno Ab Waqt Aysa Aagaya Hai,

Hame Ab Jagna Hoga Khudara Sitam Ki Aandhiya Jo Chalrahi Hai,

Hadaf Inka Hamari Majlise Hai,

Shahidane Aza Jo Jaa Chuke Hai Unhe Maula Ne Shayed Chun Liya Tha,

Qasam Tum Ko Shahido Ke Lahoo Ki Tum Unki Koshishe Zaya Na Karna

Wafa Karna Hussain Ibne Ali(as) Se Turn Apni Jaan Ki Parwaa Na Karna-

Hai Hatminazillah .....(2)

Kehta Yahi Hai Khone Shahida-

Ab Yeh Julus-e-gum Na Rukega-

Yeh Jo Diya Hai Shah Ki Azaa Ka-

Jalta Rahan Hai Jalta Rahega-

Apni Hatheli Par Sar Apna-

Apni Hatheli Par Sar Apna....tum Ko Uthaaye Rakhna Hai....

Turn Ho Duaaye Fatema Zehra (sa)....

Wada Karo Sab Ahle Aza....

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Ronake Bazme Karbnbala Hai-

Jula Alam Tabut Sabile-

Manati Bediya Aur Kalawe-

Kale Libas Aur Purnam Aankhe-

Yeh Hai Amanat Binte Ali (sa) Ki-

Yeh Hai Amanat Binte Ali (sa) Ki....inko Basaye Rakhna Hai

Turn Ho Duaaye Fatema Zehra(sa)....

Wada Karo Sab Ahle Aza....

Diya Jalaye Rakhna Hai, Alam Uthaye Rakhna Hai .....(2)

Ashur Ke Suraj Ki Pehli Kiran, Farzande Rasol (saww)ke Pur Azm Chere Ka Bosa Liya, Aur Akhri Kirne Jale Huwe Khayame Hussaini (sa) Ka Pursa Dene Ke Liye Qayenat Mein Phel Gayi, To Bade Hussain (as) Zainab (sa) Hussain (as) Bani, Aur Qafla Salar Saiyade Sajjad (sa), Usi Zakhmi Bimaar Qaidi Ki Sadaye Aaj Bhi Sunayi Deti Hai, Mere Hussainiyo Sadae Halmin Ko Yaad Rakho, Apni Wajhe Taqleed Ko Pehchano, Tumhara Khuda Ek Rasool Ek Aur Maqsad Bhi Ek Hai, Tum Jahan Jahan Raho Wahan Wahan Mohammed Wa Aale Mohammed (as) Ka Zikre Khair Karte Raho, Yeh Taziye Yeh Alam Yeh Zuljhana Yeh Majlise Yeh Matam Yeh Farshe Aza Yeh Sabile Yehi Woh Hussaini Diye Hai Jinse Saari Qayenat Roshan Hai, Mere Baba Hussain (as) Ke Matamdaro, Aao Inhi Hussaini Diyo Ko Lekar Qabre Muthare Janabe Fatematuz Zehra (s,a.) Par Chale, Jahan Aaj Bhi Tanhahiya Pursa Derahi Hai, Baade Rasufe Khuda Men Dadi Zehra Ke Labo Par Ek Hi To Jumla Tha, "

Subbat Alaiya Massaebun Laun An Nahar, Subbat Alal Ayame Sirna Layeneya."

Hai Yeh "irfan-o-mazhar" Ki Lafze Dua- Lafze Dua....

Qabre Zehre (sa) Pe Roshan Kare Ye Diya- Kare Ye Diya...

Jis Pe Ummat Ne Ki Zulm Ki Intehaa-

Shab Ki Tarikhiyo Mein Janaza Utha- Janaza Utha....

Jis Ka Haq Chin Kar, Ghar Jalaya Gaya-

Jiske Bacho Ko Jhutlaya Wa Hasrata-

Wa Hasrata....

Jiski Markad Pe Hai Aaj Bhi Bekasi....

Koi Rauza Nahi Koi Saaya Nai....

Uski Markad Pe Jaaakar Jalaye Diya- Jalaye Diya....

Tum Bhi Nauha Karooo, Hum Bhi Nauha Kare-

Haye Mazluma Mazluma Ya Saiyada....4

Ya Hussain (as) .....(2)