
Husain Zulmato may Gohar-e-Tabinda Hay
Kai jis kai honai sai Insaaniyat Painda Hai
1) Savaar-e-Dosh-e-Risalat kai sar nai naizai per
Qur'an suna kai dikhaya shaheed zinda hai
2) Na pohncha paani na lasha bijhayai khaimon main
Kaneez zahra teri beti sai sharminda hai
3) Sitaarai Maan hain matam fizayain kerti hain
Gham-e-Hussain main maghmoom her parinda hai
4) Udaas roza nabi rota hai dil Sughra ka
Shaheed teri shafi hogayai kai zinda hai
5) Jo sarbareh na nazar aayi Ghazi ko Zainab
Yeh sar nai gir nai bataya Shaheed Zinda hai
6) Na tars bachon pai na paak kalma walaon ka
Sipha-e-Shimr main najafi her aik darinda hai
Social Plugin