(Ya husain, wa hussain) x2

(wa hussain) x2

(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaanay ke liye) x3

    (Deen ki rah mai(n) bhare ghar ko) x2 lutane ke liye

    (Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
    (Apnay gulshan se chunnay phool bahatar shah-e-deen) x2

    (Karbala dekh teri god) x2 sajane ke liye

    (Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
    (Laal Zehra ka challa bakshish-e-ummat ke liye) x2

    (bundh khanjar ke tale sar) x2 wo kataane ke liye

    (Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
    (Ali Asgher ne Musalmaano se paani maanga) x2

    (Haaye ik teer milla pyaas) x2 bhujaane ke liye

    (Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
    (Hakim-e-Shaam ko ghalkaar ke bole Abbas) x2

    (Merai bazu hai(n) tera naksh) x2 mitaane ke liye

    (Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
    (Bint-e-Zehra tere parde ki khuda khair kare) x2

    (qalma goh aaye hai(n) khayyam) x2 jalaane ke liye

    (Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
    (Shah-e-Dee(n) Qasim-o-Asgher ko nichawar kar ke) x2

    (Ali Akber ki challe laash) x2 uthaane ke liye

    (Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3
    (Daali "Gulzaar" ne jab haal-e-Saqifa pai nazar) x2

(Sara manzar tha yeh Zehra ko) x2 rulaane ke liye

(Haaye Shabbir bayabaa(n) ko basaane ke liye) x3