Hussain Ke Dar Par... (9)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (3)
Jo Chahiyea... Jo Chahiye...
Jo Chahiye Woh Milenga Hussain Ke Dar Par 
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

1)Sunayi  Beto Ko Rahib Ne Dastane  Yaqeen,
Mera Hussain Hai Sab Kuch Naseeb Kuch Bhi Nahi,
Agar Magar Nhi Hota...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

2)Meri Nazar Me Ye Tafsir Fazkuruni Hai,
Ke Ek Bheed Si Taa Ashiqo Ki Rehti Hai,
Khuda Ke Dar Se Zyada...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

3)Damishq Me Dare Zainab Pe Jo Shahid Hua,
Khud Aake Le Gaye Abbas Unko Karbobala,
Huyi Namaze Janaza...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

4)Shaheed Kehte Hai Ye Auj Humne Paya Hai,
Hume Hussain Ne Khud Karbala Bulaya Hai,
Hai Ab Qayam Hamara...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

5)Salaat Me Mere Hum Raah Hogi Ruhe Salaat,
Mai Baade Matame Sarwar Imame Asr Ke Sath,
Namaze Asr Padhunga...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

6)Wahab Ki Maa Se Takabul Karona Rahib Ka, 
Dare Hussain Pe Wo Bete Lene Aaya Tha,
Ye Dene Ayi Hai Beta...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

7)Karam Ka Chota Sa Ek Mojiza Sunau Tumhe,
The Do karod Bashar Karbala Me Phir Bhi Hume,
Nahi Mila... Nahi Mila... Nahi Mila Koi Bukha 
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

8)Ye Aur Baat Ke Sulbo Me Kar Raha Tha Safar,
Kaha Tha Maine Bhi Labbayk Istegase Par,
(Labbaik Ya Hussain)
Bhala Mai Kaise Na Jata...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)

9)Bata Gayi Hai 'Takallum' Nazar Buzurgo Ki,
Bani Asad Me Tabarij Ke Qafele Me Kahi,
Mile Imame Zamana...
Hussain Ke Dar Par... (2)
Likha Hua Hai Ye Maula Hussain Ke Dar Par... (2)