
(Ya abbas) x4
(Aa dekh mere gazi, uncha hai alam tera) x2
(Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera) x2
Aa dekh mere……….
(Zainab ki duwa bankar ik waqt wo aayenga) x2
Har gar me saja honga, abbas alam tera
Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera
Aa dekh mere……….
(Ajati hai zehra bhi zainab bhi ziyarat ko) x2
Jab aat muharam ko ut tha hai alam tera
Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera
Aa dekh mere……….
(Tabut jab ut tha hai shabbir ka ay gazi) x2
Tabut ke age bhi chalta hai alam tera
Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera
Aa dekh mere……….
(Wo kon se sadme the sheh toot gaye jis se) x2
Ik dard tha zainab ka aur doosra gham tera
Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera
Aa dekh mere……….
(Parcham ka pharera tha ya aas thi zainab ki) x2
Zainab ke kaleje se ham kaise ho kam tera
Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera
Aa dekh mere……….
(Bazar me zinda me darbar me har lamha) x2
Zainab ki to sanso pe he naam rakam tera
Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera
Aa dekh mere……….
(Jab beh gaya sab paani tab aas teri tooti) x2
tha sine ke andariya mashkize me dam tera
Dil sine me jab tak hai bhulega na gham tera
Social Plugin