Koi Nahi Hussain Ka Noha Lyrics Nadeem Sarwar 2018

ads1

Koi Nahi Hussain a.s Ka

Hungam-e-Asr Ka (Manzar Hai) 2
Na Ghazi a.s Na Koi (Lashkar Hai) 2

Wa Ghurbataa (Ayi Wa Ghurbata) 2

(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beganey Dais Main) 2
(Hal Min ki Hai Sada) 2x Koi Nahi Hussain a.s Ka
(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2

Hai Asr Ka Samaa Rota Hai Aasmaan
Hai Aakhri Azaan Gham Sey Hai Neem Jaan
Hussain a.s Ya Hussain a.s
Hussain a.s Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Deen Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Kunba Ujar Gaya) 2 Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka
(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2
Laashey Uthha Chuka Ghar Bhi Luta Chuka
Har Aik Laash Per Aansu Baha Chuka
Hussain a.s Ya Hussain a.s
Hussain a.s Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Deen Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Rota Hai Zuljanah) 2 Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka
(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2

Laakho'n Main Ghir Gaya Mazloom-e-Karbala
Dey Kis Ko Ab Sada Ghazi a.s To So Gaya
Hussain a.s Ya Hussain a.s
Hussain a.s Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Deen Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Lashkar Bichhar Gaya) 2 Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka
(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2

Zainab s.a Ki Thi Sada Aye Wa Musibataa
Nana s.a.w.w Tera Hussain a.s Ghorey Se Gir Gaya
Hussain a.s Ya Hussain a.s
Hussain a.s Badshah
Akela Reh Gaya
Wo Ghar Luta Chuka
Bacha Key Deen Tera
Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda
(Zainab s.a Ki Thi Sada) 2 Beygane Dais Main
Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main
(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka
Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main

Wa Ghurbata (Ayi Wa Ghurbata) 3ads2
Socializer
SOCIALIZE IT →
FOLLOW US →
SHARE IT →