(Haye hussaina) x6

(Zindan se rihaa hogaye sadaat) x3

    (Allah ye kya hogaye sadaat) x3 Kuch karbobala hogaye sadaat

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Ye kaysi rihaayi he ke dil khush nahi hota) x2 (Kya rehgayaa zindaan me ke har qaydi hai rota) x2 Ho apni sakina se judaa hote hai sadaat. Allah, mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Ay shamiyo ab chayn se araam se sona) x2 (Be chayn karenga na kisi bachi ka rona) x2 Jo shaks wo bukaa karti thi rowengi kabhi maa. Allah, mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Zainab ne kaha qayd me hai mera khazana) x2 (Ay aurto jab shaam chale is taraf anaa) x2 Gurbat pe sakina ki piya ret jalaa na. Allah mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Sajjad pe zewar jo asiri ke utare) x2 (Sukhe huwe sab zakhm har ik kho gaye sare) x2 Sar dekh ke baba ka tarap kar wo pukaare. Allah mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Zainab ne ridaa pak kaha shukr khudaa hai) x2 (Abbas mere bhayi magar sadma baraa hai) x2 Sar nange hame saraa jahaa dekhta hai. Allah mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Mazloom jo ik lafz abhi tashnagi boli) x2 (Is lafz rasan bazu ki sajjad ne kholi) x2 Kehne lagi kya jaaye watan khali hai joli. Allah mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Ye kafla jab karbobala lot ke aya) x2 (Dekha ke para doop me hai bhayi ka lahsa) x2 Zainab ne sare khaak balaa khud ko giraaya. Allah mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Kya shaan thi sadaat ki jab ghar se chale the) x2 (Mehmil thi amari thi mashkize bhare the) x2 Abbas-e-alamdar alam khole huwe the. Allah mere Allah

    (Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2
    (Galiyo me madine ki ajab shor bapaa hai) x2 (Sughra se abhi aake kisi ne ye kaha hai) x2 Aa sughra tera baba watan lot raha hai. Allah mere Allah

(Zindan se rihaa hogaye sadaat) x2