Yeh Mahe Muharram Hai Noha Lyrics Ali Shanawar & Ali Jee 2009

(arze karbala arze nainawa) x2

(arze arze karabala) x3 ay arze nainawa(Ye maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he)1.     Is maah mein luti gayi zehra ki kamayi
Talwar Muhammad ke nawase pe chalayi
is maah mein jibreel se nauha ye suna he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he2.     Is maahe muharram ne qayamat ye dikhayi
Is chaand ne sughra ko khabar jaake sunayi
Veeran madina he basi karbobala he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he3.     Is maah mein saadaat ne din kaise guzare
Masum ko pani na mila nehr kanare
Kya zulm Muhammad ke gharane ne saha he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he4.     Jab chaand muharram ka nazar aata he humko
Sajda he azaakhana to yaad ataa he humko
Is chaand mein khu(n) aale Muhammad ka baha he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he5.     Aashur ka din bhool na paayega zamaana
Luta gaya us roz Muhammad ka gharana
Us roz se dunya mein bichhi farshe aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he6.     Kya hosle maaon ke the kya sher the bachhe
Woh maqsade zehra thi ye haidar ke iraade
In maaon se bachhon se bani khake shifa he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he7.     wo auno Muhammad ali akbar ali asghar
wo qasime naushah woh abas-e-dilawar
maqtal inhi shehzadon ke zakhmon se saja he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he8.     (Ho “sarwaro rehan shanawar ke ali jee”) x2
He naukri virse me hussain ibne ali ki
Awaazo qalam donon isi dar ki ata he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa heYe maahe muharram he ye ayyame aza he
Matam ye muhammad ke nawaase ka bapa he(arze arze karabala) x3 ay arze nainawaSimilar Videos