Wo Khaimey Jalrahey Hain Noha Lyrics Nadeem Sarwar 1997

(Ya hussain) x5

Ya hussain. Yazid-e bola, bari foj-e mere hath-e me hai. Hussain-e bole, hussain-e bole. Hussain-e bole natijaa, khuda ke hath-e me hai. Yazid-e bola, jo bayyat karo khazaana hai. Hussain. Hussain-e bole ke nana ko mu dikhaana hai. Yazid-e bola me zalim hu, zulm-e karta hu. Hussain, ya hussain, hussain-e bole me sayaddir hu, sabr-e kar ta hu.

(Ya husain) x2

(Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x3

    (Ye ban me bikhri lashe) x2 Ab sham-e ka zindan hai

    (Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2
    (Ik do peher me ujra. Ghar ek-e fatema ka) x2 (Ye jis jagaa pe khayme) x2 Ab us jagaa dhuwa hai.

    (Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2
    (Akbar ne jab azan di. Ye bekasi kahaa thi) x2 (Wo subho ki azan thi) x2 Ye sham-e ki azan hai.

    (Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2
    (Besar koi namaazi. Be dast-e ko ilazi) x2 (Sine me ik-e jawaa ke) x2 tuti huwi sinaa hai.

    (Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2
    (Pehra badal gaya hai. Zainab ye karbala hai) x2 (Zainab ke hath-e me aa) x2 Abbas-e ka nishan hai.

    (Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2
    (Kya dhund-e thi hai sinaa. Awaaz di o sakina) x2 (Sine pe sone wali) x2 Baba tera yahaa hai.

    (Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2
    (Ye ban me bikhri lashe) x2 Ab sham-e ka zindan hai

(Wo khayme jal rahe hai, ye sham-e gariba hai) x2


Socializer
SOCIALIZE IT →
FOLLOW US →
SHARE IT →