Porta Shah Baba Noha Lyrics Nadeem Sarwar 2006

(Alvida baba alvida baba) x2

(Gham zada karwandai porta shah baba) x2

(Shamta rawan dai porta shah baba) x2

(Shamta rawan dai porta shah baba) x2

    (Rukta pareshanyama) x2 porta shaah baba

    Sakina nazanda porta shaah baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    (Bain Sakina ka tha alvida baba) x2

    Haay shaheed-e-jafa alvida baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    Gyaarah Muharram huwi dasht-e-bala mei

    Aur izafa huwa zulm-o-jafa mei

    Koi bhi bibi nahi ab to rida mei

    Haay hussaina ka hai shor fiza mei

    Sakht pareshanyama porta shaah baba

    Sakina nazanda porta shaah baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    Zakhmi badan bekafan pyaase musafir

    Tashna dahan be watan pyaase musafir

    Sayyad-o-shaah-e-zaman pyaase musafir

    Dasht mei pamaal tan pyaase musafir

    Sakht pareshanyama porta shaah baba

    Sakina nazanda porta shaah baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    Kushta-e-zakhmi jigar wo gul-e-laila

    Khaak basar khaak par wo gul-e-laila

    Aap ka noor-e-nazar wo gul-e-laila

    Khoordo sina dar jigar wo gul-e-laila

    Sakht pareshanyama porta shaah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    Kushtan-e-sad chaak ra qaasim-e-kamsin

    Kushtan-e-asfa kuja qasim-e-kamsin

    Tukre badan be khata qasim-e-kamsin

    Kushta-e-raah-e-khuda qasim-e-kamsin

    Sakht pareshanyama porta shaah baba

    Sakina nazanda porta shaah baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    Asghar-e-man be zabaan kushta-e-paikaan

    Baba tere saath hai barsar-e-maidan

    Jaan-o-dil-e-maa(n) fida shaah-e-shaheedan

    Mei to chali dekhiye jaanib-e-zindaan

    Sakht pareshanyama porta shaah baba

    Sakina nazanda porta shaah baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    Bali Sakina ki jaan alvida baba

    Shaam chala karwaan alvida baba

    Chain mujhe ab kahan alvida baba

    Karti rahungi fughaan alvida baba

    Sakht pareshanyama porta shaah baba

    Sakina nazanda porta shaah baba

    Gham zada karwandai porta shah baba

    Shamta rawan dai porta shah baba
    (Hafiz-o-nasir khuda ay bin-e-zehra) x2

Jaati hai is dasht se bali Sakina

"Sarwar-o-Rehan" tha bachi ka nawha

Kushta-e-tegh-e-jafa alvida baba

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah babaSocializer
SOCIALIZE IT →
FOLLOW US →
SHARE IT →