(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2

    (Logo ye tamashaa nahi) x2

    Logo ye tamasha nahi, is rone pe hasna nahi

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    (Logo ye tamashaa nahi) x2

    Logo ye tamasha nahi, is rone pe hasna nahi

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    Kya milta hai matam me, kis tarha bataaye

    (Mazloom ko rote hai mazloom jahaa mai) x2

    (Pathar nahi sine me) x2

    Pathar nahi sine me dil hai to ye matam

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    Gar fatema zehra ka kis tarha say ujra

    (Jab hogi qayamat to yu ayengi zehra) x2

    (Ik haat me do bazu) x2

    Ik haat me do bazu, ik haat me parcham

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    Jab pyaare muhammad se me pyaar karunga

    (Phir uske nawaase ka matam bhi karunga) x2

    (Jis gar me muhammad hai) x2

    Jis gar me muhammad hai us gar ke ya matam

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    Logo nabi zadi ka bazaro me aana

    (Aur band ke rassi me darbaro me laana) x2

    (Is baat pe rote hai) x2

    Is baat pe rote hai is dard ka matam

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    Zanjiro me jadka hai shabbir ka beta

    (Maa behne khule sar thi khun rota tha mawla) x2

    (Sajjad se pucho to) x2

    Sajjad se pucho to kyu hai ye kamar kham

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    Khat fatema sughra ka kis waqt mila hai

    (Jab bhayi sina khaye reti pe paraa hai) x2

    (Khat kon parhe tera) x2

    Khat kon parhe tera tanhayi ka alam

    (Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2
    (Logo ye tamashaa nahi) x2

Logo ye tamasha nahi, is rone pe hasna nahi

(Mazloom ka matam hai, mazloom ka matam) x2