Ye virsa marte, Marte bhi, ye virsa marte, marte bhi, hum naslo ko dejayenge

(Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sab karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)

    (Gazi ka alam utayange) x2 Dunya se kafle ayenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Jab Subh ho hogi, karbal me, (ham khake shifaa ko chumange) x3 Din rat waha sab ehle azaa, Mawla ka sog manayenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Jab dekhe chand muharram ka, (Sab jaye khayame hussaini par) x3 Abbas ke khayme par rukh kar gab izne ziyaraat payenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Jab ponchenge use manzil par (Asgher ke lagaa tha tir jahaa) x3 Bulwayenge nane bacho ko subeko pani pilwayenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Matam na rukenga ehle aza (akber ka jaha neza tha laga) x3

    Ham khun ali akber ki kasam nauha sugra ka sunayenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Darya ke kanara beth ke ham (royenge wo manzar soch ke ham) x3 Jab khun me bhara aya tha alam ye soch ke ashk bahayenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Jab aath muharram ayenge (bacho ko banayenge sakaa) x3 us roz sajaa kar mashk – o - alam sharbat pe nazar dilwayenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Jab shaam-e ghariba ayaangi (kya kya na hama rulwayengi) x3 Ek jalte huwe jula ki shabi yaad ayi to marjayengi

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Jis tila se Zainab ne kabhi (kat te huwa dekha bhayyi ka sar) x3 yaad ayenga roze ashura sine se gham phat jayenge

    (Majlis matam karwayenge) x2 Je karta hai mere mawla, sub karbobala ko jayenge (Majlis matam karwayenge)
    Ashur ka din jab hogaya (Mawla se kahenge roro kar) x3 Daman me chupalijiye mawla ham lot ke gar na jayenge