https://www.humaliwalayazadar.com/2020/08/new-nohay-2021.html

Ana Ali Ibn ul Hussain (as) Noha Lyrics Ali Shanawar 2013

Lyrics

Yaa Ali (A.s.)

Ayse Aaye Ali Akbar (A.s.) Sare Maidane Viga

Jaise Baadli Se Naya Chaand Namudaar Huwa

Jaise Tasweere Mohammed  (S.a.w.w.) Se Uthho Parda

Jaise Haider (A.s.) Ki Jaawani Ka Chalan Jalwa Numa

Yak Pa Yak Sale Aala Naaraye Akbar (A.s.) GunjaaAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.) Yabna Ali (A.s.)

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2Ana Ali (A.s.)Yabnul (A.s.)Hussain Yabna Ali (A.s.)

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Ama Tarau Laa Kayfi Aymiaan Abi

Walaah Laayakum Fi Nabana Dagi

Hazrabe Tum Fisseb Ahmed An Abi

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulbin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi…..

Naam Akbar Ali Akbar (A.s.) Hai Mera

Main Hussain Ibne Ali (A.s.) Ka Beta

Khaa Raha Hun Qasam E Baitullah…..(2)

Hum Ko Haasil Sharafe Khoone Nabi (S.a.w.w.)Ana  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviBad Nasab Ham Pe Hukumart Karta

Na Huwa Hai Na Kabhi Ho Sakta

Wallah Wallah Aba Abdillah (A.s.)….. (2)

Main Fida Tum Pe Hussain Ibne Ali (A.s.)Ana  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviShaamiyo Ab Mera Hamla Dekho

Zarbate Sayyade Wala Dekho

Meri Talwwar Ka Chalna Dekho….. (2)

Zarbate Haashmi Zarbe AlaviAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2Kahke Yeh Fauj Mein Duba Who Shujaye Azali

Naar Zanja Ke Ana Ibne Hussain Ibne Ali (A.s.)

Teer Chalne Lage Naize Chalne Talwar Chali

Bad Ke Shamsheere Do Dum Se Safe Kuffar Jail

Kis Tarah Ladhte Hai Hum Shakle Payambar (S.a.w.w.) Dekho

Aaj Shamsheere Hussaini  (A.s.) Ke Bhi Jauhar DekhoAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2Palte Maidaan Se Vigaah Karte Huwe

Aake Baba Se Yeh Akbar (A.s.) Bole

Thoda Pani Mere Baba Jo Mile….. (2)

Dekhe Na Phir Se Merei Teg ZaniAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviBole Sheh (A.s.) Sukhi Zabaan Dikhlakar

Muuh Mein Rakho Yeh Anguthi Akbar (A.s.)

Aaisa Sharbat Tumhe Denge Haidar (A.s.)….. (2)

Jisko Pi Kar Tumhe Kehna Hai YahiAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviRan Mein Jaakar Who Bahut Der Lade

Chaar Janib Se Udu Tut Padhe

Naubate Bajen Lagi Jab Who Gire….. (2)

Ek Sada Gunji Aba AdrikniAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviSun Ke Aawaze Pisar Shaahe Duade

Khai Thokar Kabhi Gir Kar Sambhle

Guthniyo Chalet Huwe Jab Pahuche….. (2)

Ali Akbar (A.s.) Ki Yeh Awaz SuniAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In AlaviKya Kare Ab Tera Baba Jee Kar

Khaak Duni Hai Tere Baad Akbar (A.s.)

Nauha Jaari Tha Rehan O Sarwar….. (2)

Ran Mein Roti Thi Sadaye ZakhmiAna  Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2Similar Videos