Labbaik ya hussain..




Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



zinda jaha’n mein taaba qayamat hai karbala



sadaat e karbala ki amanat hai karbala



duniya ke har ghareeb ki izzat hai karbala



Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)

Jannat e maa karbala, rooh e azaa karbala..(2)



noor e khuda karbala, baab e dua karbala..(2)



khaak e shifa karbala, ghum ki dawa karbala, jannat e maa karbala..(2)



jannat e maa karbala..(6)

Karbobala khoon e Mohammad se saji hai



Karbobala ishq e hussain ibn e ali hai



teri zamee’n mo’alla..(4)



Karbala karbala masha’allah..(4)



tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

1. Aao chale karbala..(2)



banke safeer e azaa..(2)



sarpe ho parcham khula..(2)



ishq e azaa saath rahe



ashko ki barsaat rahe



haatho mein bus haath rahe



teri zamee’n mo’alla..(4)



nainawa nainawa mashallah..(2)

tu rahegi sadaa insha’allah..(3)



Mashallah mashallah karbala..(4)



Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



Jiye shaah, jiye shaah..(2)

2. Karbobala khaak thi..(2)



khaak ko izzat mili..(2)



khaak e shifa bangayi..(2)



aaye hussain ibn e ali



surat e gulzar saji



ghazi ki jageer bani



teri zamee’n mo’alla..(4)



marhaba marhaba mashallah..(2)



tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)


Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



Jiye shaah, jiye shaah..(2)

3. Hum tere zawwar hai..(2)



tere azadaar hai..(2)



khadim e darbaar hai..(2)



nara e labbaik mera



matam e shahe shohada



lo mai chala karbobala



teri zamee’n mo’alla..(4)



shukriya shukriya mashallah..(2)



tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)



Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



Jiye shaah, jiye shaah..(2)

4. Meri dawa karbala..(2)



meri shifa karbala..(2)


meri baqa karbala..(2)


daulat e maa karbobala


quwwat e maa karbobala


izzat e maa karbobala


teri zamee’n mo’alla..(4)


rehnuma rehnuma mashallah..(2)


tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)


Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)


Jiye shaah, jiye shaah..(2)

5. Aye shahe karbobala..(2)


koi nahi aap sa..(2)


ek hai bus karbala..(2)


sarwar o rehan chalo


leke ye armaan chalo


nazr kare jaan chalo


teri zamee’n mo’alla..(4)


jaane maa jaane maa mashallah..(2)


tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

Zindabad karbala, zindabad ya hussain..(2)


Jiye shaah, jiye shaah..(2)

Beshak ali ke laal ki mehnat hai karbala


Zehra ke khandaan ki daulat hai karbala


jo bhi yaha’n hussain ka zawwar ban gaya


hurr bangaya koi, koi mukhtaar ban gaya

Karbobala sayebaa’, karbobala paasbaa’n, karbobala noor e jaa’n


saari zameeno ki maa


ishq o mohabbat ka nisha’n


farsh pe hai arsh jahaa’n


jannat e arzi ka samaa


dee’n panaah, sajda gaah, madresa, darsgaah, hal yazah, hal ataah

tu hai dayaar e hussain


mashallah mashallah


tu dil e zahra ka chayn


mashallah mashallah


rooh e dil e mashraqain


mashallah mashallah


tere liye har dua


inshallah inshallah


tere liye har sadaa


mashallah mashallah


jaari rahegi sadaa


mashallah mashallah

Karbala karabala..(2)


Hai hamari darsgaah


Karbala karabala


haq ka seedha raasta


Karbala karabala


Ibadato ka raabta


Karbala karabala


har ek hurr ki rahnuma


Karbala karabala


hussainiyat ka madrassa


Karbala karabala


Baqa e harf e laa ilaah


Karbala karabala


Hussain jiska baadshah


Karbala karabala


Hussain jiska baadshah


Karbala karabala


Hussain jiska baadshah


Karbala karabala


Labbaik ya hussain…..