Sabr kaise ho rehano sarwar, hum to aaye he khud shaam ho kar, aaj bhi shaam dhalti he jab bhi, ek sadaa kaat thi he kaleja, aawo baba jaan.

(Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2

    Kabhi amaa ke pehlu me rona, kabhi bhaiya se apne lipat na. Kabhi takrana diwaro darse kabhi zindaa ke darpe ye kehna. Aawo baba jaan.

    (Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2
    Aise takra ti phir ti thi bachi (Jese pinjre me zakhmi ho panchi) x2 kaise tare kafus tor dale, ho rihaai ka koi kareena. Aawo baba jaan.

    (Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2
    Mot-e se pehle ajaawo baba (Ye sakina pe ehsaan hoga) x2 baad mere na baba ye kehna mene tumko pukaara nahi tha. Aawo baba jaan.

    (Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2
    Ae phuphi ab mera dil he kehta (Mujko miljayenga mera baba) x2 Dadi zehra ki mano kahaani, milgaya tha suna ran ka beta. Aawo baba jaan.

    (Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2
    Hogayi khair-e aayaa na Asghar (Wo to marjataa zindaa me gutkar) x2 Kaise sota andhere me bhaiya, qaid-e hojataa zindaa me jule. Aawo baba jaan.

    (Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2
    Haye khun me bhara sar jo ayaa (baap ke sarse beti ne pucha) x2 Mu pe mu rakh ke sona sakungi, he kaha mere baba ke sina. Aawo baba jaan.

(Jaise pinjre me ho koi panchi, aise zindaan-e me hai sakina) x2