Hussain ya hussain x6

1. (Beta hu mein ali ka, nawasa rasul ka) x2

zainab behen hai meri, chahita butul ka,

kurbaniya ye meri bhulayi na jayengi,

jab karbala basengi sadayen ye ayengi

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4

2. baaba ali ke hatho men jo zulfikaar hai,

mukhsas uski kufri ki naslo pe waar he,

mai jang kyu ki hasan ka mai bhayi hu,

tum munkire khuda mai khuda ka fidayi hun,

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4

3. mere liye rasul ke sajdo me tool hai,

marzi meri khuda ko nabi ko kubulhai,

sukhe gale pe mere jo kanjar chalayenga,

markad me fatema ko ali ko satayenga

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4

4. utra tha aasman se sitara hamera gar,

kahe ki simt dekho to diwar me ho daar,

payasa hu be watan hu gharibud dayaar hu,

zehra ki betiyon ke liyen dil fighar hu,

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4

5. larneka kasar kar ke jo aata watan se dur,

bacho ko saath apne na lata watan se dur,

behne bhi betiyan bhi mere saath saath,

mehmaan karbala me tera hum furat hai

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4

6. chahun to sangrejon se paani nichor du,

daste balaa ke sehra se kausar ko jor dun,

khud se khuda ke hukm se majbur kar liya

pani se apne aap ko lo dur karliya,

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4

7. paani hai meri maa ke meher maan likha huwa,

bacho ko mere phir bhi paani na mil sakaa,

se raab ho rahe hai sutr aur asf bhi,

aale nabi ke hoto pe likhi hai tashnagi,

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4

8. ab mere baad ehle haram dukh uthayenge,

be parda ashkiyan unhe balwe me layenge,

sine pe sone wali tamache jo kayengi,

mujko sadayen dengi chacha bulayengi,

hussain ya hussain,

hussain be kafan,

hussain be khataa,

hussain shah x4