Hussain hussain x4

Bibiya rowe zaro zaar, shezadiya rowe zaaro zaar, lut gaya karbal mein gharbaar,

Hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur darbar, Hussain hussain x2

Zanjir mein jakra hai bimar, hussain hussain x2

Bibiya rowe zaaro zaar……….

1. (Koi bayn kare bacho ke liye koi ro ke kahe bhayi na rahe) x2

(nahi zainab ka koi ghamkhwar) x2

karbobala me hai ye pukaar

hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur gharbaar……………….

2. (Akbar ka jigar asger ka galaa, abbas ke baazu tegh jafaa) x2

(hai halke shahidan aur talwar) x2

karbobala me hai ye pukaar

hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur gharbaar……………….

3. (Kasim ka badan pamaal huwa, aati thi sadaa dulha dulha) x2

(gar aaja bas tu ek baar) x2

karbobala me hai ye pukaar

hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur gharbaar……………….

4. Katta tha shahewala ka gala, roti thi zamine karbobala) x2

(hai aaj qayamat ke aasar) x2

karbobala me hai ye pukaar

hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur gharbaar……………….

5. (Roro ke sakina bayn kare, darya pe gaya amu mere) x2

(ab kon karenga mujko pyar) x2

karbobala me hai ye pukaar

hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur gharbaar……………….

6. (Be parda huwe sab ehle haram, jab thanda huwa ghazi ka alam) x2

(jina hai sakina ka dushwar) x2

karbobala me hai ye pukaar

hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur gharbaar……………….


7. (Jalte huwe khayme ahle haram, hai shame ghariban aur matam) x2

(haye kafela jaane ko tayar) x2

karbobala me hai ye pukaar

hussain hussain x2

Ai aale nabi ki aur gharbaar……………….